Hum Ne Galtiyo Ki Saja Khush Is Tarah Pahi Thi
Na Koi Humrah Sath Tha
Na Kisi Ki Hume Aash Thi
Manzile To Milti Gahi Kadam Dar Kadam
Zindgi Ko Bus Sambhal Na Sake Her Kadam Per
Aahine Me to Her Roj Aakash Apna Dekhte Rahe
Bus Dhul Sehre Per Thi Aahina Dhote Rahe RAWAL ...
Hum Apne Shahar Me Hote
Unke Ghar Gaye Hote
Unki Baho Me Sar Rakh Ker So Gaye Hote
Ye To Paimane The Jo Sath De Gaye Warna Hum To Kab Ke Mar Gaye Hote RAWAL ....
Zindgi Chalti Rahi Mere Dam Per Mere Kadam Per
Raah Me Humrah Bhi Mile Or Raah Bhi Badal Gaye RAWAL....
Unke Piyar Ka Aalam To Dekhiye
Maikhane Me Bhi Gaye Paimane Bhi Chalk Gaye
Or Piya Bhi Na Gaya RAWAL...
Wo Rah To Bata Gaye Hume Maikhane Ki
Or Fir Hum Bhi Paimane Chalkate Gaye
Jab Yaad Aahi Humari Unko
Wo Kah Gaye Bahut Ho Gahi Mere Yaar
Tab Humne Bhi Kah Diya Raat To Abhi Baki Hai Mere Yaar RAWAL