Tuesday, August 6, 2013


Mila wo bhi nahi kerte, mila hum bhi nahi kerte
Bewafai wo bhi nahi kerte, bewafai hum bhi nahi kerte

UnhAin ruswai ka dukh hai, humain tanhai ka dukh hai
gila wo bhi nahi kerte, gila hum bhi nahi kerte

Gali k kisi morr pe akser takrao ho hi jata hai
ruka wo bhi nahi kerte, ruka hum bhi nahi kerte

Unhain jab dekhte hain sochte hain kuch kahain un se
suna wo bhi nahi kerte, kaha hum bhi nahi kerte

Humain wo dekhte hain, unhain hum dekhte hain
raha wo bhi nahi kerte, raha hum bhi nahi kerte.

Zinda aaj bhi hai mahobbat dil me hamare 
Jataya vo bhi nahi karte jataya hum bhi na karte 









Tajub Kia Agar Koi Dunya Me Mujh Se Na Khush Hai
Buhat Se Log Dunya Main Pasandeeda Nahi Hotay

Ik ajnabi jhonkay ne jab poocha mere ghum ka sabab
Sehra ki tapti rait per mein ne likha awargi