mera maqsad bithana tha,usay jane ki jaldi thi
mujhe dukh sunana tha,usay jane ki jaldi thi
nahi tha waqt uske pass k sunta dastan meri
bara lamba fasana tha usay janey ki jaldi thi
nahi thehra wo aik lamha jo raten theher jata
tha
tallauq tu purana tha,usay jane ki jaldi thi
main “mohsin” rokta kese k rukna tha kaha usay
usay har haal jana tha,usay jane ki jaldi thi…

No comments:
Post a Comment