Friday, July 27, 2012

ay DOST !! dil ki bat kahu bura to ni maano gay

barri rahat k din the .. tri pehchan sy phly ...

Jab IshQ Ki Baat Thi , Wo Zamana Aur Tha...!!!
Kal Ka Sawan Khush OR Tha Aaj Ka Sawan Khush Or Hai ,,,,,,,...!

Monday, July 9, 2012


Tamaam Umar Akela Firta Raha Us Raste Per ....
Ye Aur Baat K Me Rastaa Badal Bhi Sakta Tha.

Thursday, July 5, 2012

મારા હાથની હથેળીની રેખાઓ ને જોઇને…

એક જ્યોતીષી એ કહ્યુ હતું કે…


સર્વ સુખ લખાયેલા છે… તારી હથેળી માં.



.
છતાં યે…હું… તુજને પામી ના



શક્યો…

કદાચ મારો વિરહ લખ્યો હશે 



તારી હથેળી માં…!!!
Wo Sleekay Se Huay, Vo Juda Aaj Hum Se ....


Varna Log To Saaf Muhabat Se Mukar Jaya Karte 

Hai ....

Monday, June 11, 2012


SuNa hAi wO dUkH MaI HoTa hAi tOh mUjhY YaAd kERTa hAi......
aB MaI Us k lIyE KHuShI Ki dUa kArOn yA GHaM Ki.



Kaash.. ..
Kisi khubsurat Mousam Me...
Meri Aankhon Pe Wo Apna Haath Rakh
De...
Aur Haste Hue Keh De...!!!
Pehchaan Lo Toh Hum Tumhare...
Na Pehchaano Toh Tum Humare...

Saturday, June 2, 2012



Kitni Kasm A Kash Me Hai Ye Nada A Dil 
Ek Shaks  Jo Mera Hona Na Chahta Aur Yeh Dil Hai Ki Use Khona Na Chahta ......



Add caption

Monday, May 28, 2012


Mat Puch Mujse Ab Ke Ye Andaz Badla Badla Kayu Hai.
Mujh Ko Bhi Shauq Tha Naye Chehron Ke Deedar Ka,,
Rasta Badal Ke Chalne Ki Aadat Usay Bhi Thi............

Add caption

Sunday, May 27, 2012

Ab Wo Ruswai Nahi Aur Koi Manaane Wala Bhi Nahi
Koi Aane Waala Nahi Aur KISI KA INTZAAR BHI NAHI

 " Ab Bhi Ilzaam-HAI-Muhabat Ka Humare Sar Pe ,

" Kese Kahe Ab Banti Bhi Nahi Yaar, Hamari , Uski. 

Monday, May 7, 2012


Ik ajnabi jhonkay ne jab poocha mere ghum ka sabab...
Sehra ki tapti rait per mein ne likha awargi or bus awargi...........